जाहिद बे अमाना से तकवा ना कर
यू नमाजे दिखाना जरूरी नहीं
दिल अगर ना चुके सजदा बेकार है
सिर्फ सर को झुकाना जरूरी नहीं
जो मेरे मुस्तफा का वफादार है
बस वही बौगे जन्नत का हकदार है
दुश्मने मुस्तफा तू कहां जाएगा
सबका जन्नत में जाना जरूरी नहीं
दिल अगर ना चुके सजदा बेकार है
सिर्फ सर को झुकाना जरूरी नहीं
रोजा ए मुस्तफा जब हो पेशए नज़र
ऐसा सजदा करो जो आए ना नज़र
दिल का सजदा निगाहों से हो जाएगा
अपने सर को झुकाना जरूरी नहीं
गौस का फाहते तुम करो शान से
शेरनी बांटना लोग पहचान के हैं
कौआ खान की लत पड़ गई हो जिसे
उसको मुर्गा खिलाने जरूरी नहीं
Zahid be amaana se takwa n kar.
Yu namaze dikhana zaroori nahi
Dil agar na chuke sajda bekaar hai
Sirf sar ko jhukana zaroori nahi
Jo mere Mustafa ka wafadar hai
Bas wahi boge Jannat ka haqdar hai
Dushmane Mustafa tu kahan jaayega
Sabka Jannat mein jaana zaroori nahi
Dil agar na chuke sajda bekaar hai
Sirf sar ko jhukana zaroori nahi
Roza-e-Mustafa jab ho peshe nazar
Aisa sajda karo jo aaye na nazar
Dil ka sajda nigahon se ho jaayega
Apne sar ko jhukana zaroori nahi
Ghaus ka faahate tum karo shaan se
Sherni baantna log pehchaan ke hain
Kauwa khaan ki lat pad gayi ho jise
Usko murga khilane zaroori nahi