WhatsApp logo Join Naat Group

Ye jis guldān ke gul hain usi guldān mein rakh dein / ये जिस गुल्दान के गुल हैं उसी गुलदान में रख दें

ये जिस गुल्दान के गुल हैं उसी गुलदान में रख दें
नबी के नात के काग़ज़ चलो क़ुरआन में रख दें

यही एक फिक्र थी सिद्दीक़े अकबर को शबे हिजरत
मेरे सरकार अपनी जान मेरी जान में रख दें

शिकस्ता हो के खुद ही जगं क़दमों में चली आए
क़दम जब हज़रते शेरेnखुदा मैदान में रख दें

उसे दूल्हा बना कर हश्र में ले जाया जाएगा
वो जिस पर हाथ अपना हश्र के मैदान रख दें

ऐ अज़हर मोहसिने इंसानियत है रह़मते आ़लम
चलो ये आ गई दुनिया के हर इंसान में रख दें

Ye jis guldān ke gul hain usi guldān mein rakh den
Nabi ke nāt ke kāghaz chalo Qur’ān mein rakh den

Yahi ek fikr thi Siddiq-e-Akbar ko Shab-e-Hijrat
Mere Sarkār apni jaan meri jaan mein rakh den

Shikasta ho ke khud hi jhagān kadmon mein chali aaye
Qadam jab Hazrat Sher-e-Khuda maidan mein rakh den

Use dūlha bana kar hashar mein le jaya jaega
Woh jis par haath apna hashar ke maidan rakh den

Ai Azhar Mohsine Insaniyat hai Rahmat-e-Alam
Chalo ye aa gayi duniya ke har insaan mein rakh den