या नबी मेरा नसीब भी जगाया जाए
दिल है बेचैन मुझे दर पे बुलाया जाए
जब कोई पूछे कि जन्नत का है नक्श़ा कैसा
मेरे आका का उसे रोज़ा दिखाया जाए
हर घड़ी लुत्फ़ हुजूरी का उठाने के लिए
सब्ज गुंबद का निगाहों में बसाया जाए
हर तरफ़ से ये सदा आएगी रोज़ ए महशर
मेरे आका़ मुझे दोजख से बचाया जाए
दम दम आएगा जब ये आका फरमाएंगे
एशिया को मेरे दामन में छुपा जाए
काश आका यह फरिश्तों से कह जन्नत में
है कहां सैफ़ ज़रा उसको बुलाया जाए
Ya Nabi mera naseeba bhi jagaya jaaye
Dil hai bechain, mujhe dar pe bulaya jaye
Jab koi pooche ke Jannat ka hai naksha kaisa
Mere Aqa ka usse roza dikhaya jaye
Har ghadi lutf-e-huzuri ka uthane ke liye
Sabz gumbad ka nigahon mein basaya jaye
Har taraf se yeh sada aayegi Roz-e-Mahshar
Mere Aaqa mujhe Dozakh se bachaya jaye
Dam dam aayega jab yeh Aaqa farmaayenge
Asia ko mere daaman mein chhupa jaye
Kaash Aaqa yeh farishton se keh Jannat mein
Hai kahaan Saif, zara usko bulaya jaye