वो जात जो सरापा तस्वीरें मुस्तफा है
जहरा का लाडला है जहरा का लाडला है
शेरे खुदा का दिल है जैनब का हौसला है
जहरा का लाडला है जहरा का लाडला है
ऐसा अजीम साबिर कोई कही बता दे
तारीख में बता दे
जो अपना घर लुटाकर सजदे में जा रहा है
जहरा का लाडला है जहरा का लाडला है
आली मकाम है वो
ऐसा इमाम है वो सदतराम है वो
आग़ोशे मुस्तफा का मिंबर जिसे मिला है
जहरा का लाडला है जहरा का लाडला है
हिम्मत नहीं किसी में जो सामने को आए
तलवार आजमाए
वो जुल्फिकार उठा कर मैदान में खड़ा है
जहरा का लाडला है जहरा का लाडला है
जुल्मों सितम के आगे झुकता नहीं है सैयद
बाबा है जिसके सैयद
सर कट गया है जिसका लेकिन नहीं झुका है
जहरा का लाडला है जहरा का लाडला है
कुरआन पढ़ने वाले यू तो बहुत मिलेंगे
लेकिन वो सब कहेंगे
नेजे पे पढ़ने वाला वो सर तो मोजज़ा है
जहरा का लाडला है जहरा का लाडला है
बदबख्त हो याजीदों क्यों जुल्म कर रहे हो
उससे उलझ रहे हो
बचपन से जो नबी के जुल्फों से खेलता है
जहरा का लाडला है जहरा का लाडला है
ऐ नूरे अहलेबैत अतहार का करम है
बाकी मेरा भरम है
वो है मेरा सहारा जो इब्ने मुर्तजा है
जहरा का लाडला है जहरा का लाडला है
ना’त-ख़्वां
गुलाम नूरे मुज़्जसम
Woh zaat jo saraapa tasveerein Mustafa hai
Zahra ka laadla hai Zahra ka laadla hai
Sher e Khuda ka dil hai, Zainab ka hausla hai
Zahra ka laadla hai Zahra ka laadla hai
Aisa azeem sabir koi kahin bata de
Tareekh mein bata de
Jo apna ghar luta kar sajde mein ja raha hai
Zahra ka laadla hai Zahra ka laadla hai
Aali maqam hai woh
Aisa Imam hai woh Sadtaram hai woh
Aaghosh e Mustafa ka mimbar jise mila hai
Zahra ka laadla hai Zahra ka laadla hai
Himmat nahin kisi mein jo saamne ko aaye
Talwar aazmaaye
Woh Zulfiqar utha kar maidan mein khara hai
Zahra ka laadla hai Zahra ka laadla hai
Zulm o sitam ke aage jhukta nahin hai Sayyed
Baba hai jiske Sayyed
Sar kat gaya hai jiska lekin nahin jhuka hai
Zahra ka laadla hai Zahra ka laadla hai
Qur’an parhne waale yoon to bohot milenge
Lekin woh sab kahenge
Neze pe parhne waala woh sar to maujza hai
Zahra ka laadla hai Zahra ka laadla hai
Badbakht ho Yazeedo kyu zulm kar rahe ho
Usse ulajh rahe ho
Bachpan se jo Nabi ke zulfon se khelta hai
Zahra ka laadla hai Zahra ka laadla hai
Ae noor e Ahl e Bait Athaar ka karam hai
Baaki mera bharam hai
Woh hai mera sahaara jo Ibn e Murtaza hai
Zahra ka laadla hai Zahra ka laadla hai
Na’at-khwan:
Ghulam Noor-e-Mujassam