WhatsApp logo Join Naat Group

तेरे कदमों में हम पड़े होते / Tere qadmon mein ham pade hote

तेरे कदमों में हम पड़े होते
और ना लेन चूमते होते

काश ख्वाबों में आ गए होते
उनको जी भर के देखे तो होते

आशिकों लौट के ना आना था
शहरे तैबा में मर गए होते

काश ऐसा होता मिट्टी का एक खिलौना में
मुझसे हसनैन खेलते होते

मैं भी लकड़ी की जूतियां होता
और आका पहन रहे होते

दूरो पेहल्लू ताना मिल जात
हम भी जन्नत खरीदते होते

मैं भी कुछ में जीवनी मभी लेता
आप मेहमान बन गए होते

काश हम होते नात के मिसारो
और हसान पढ़ रहे होते

हम पर उनकी आता ए है वरना
कब के हम लोग मिट चूके होते


Tere kadmon mein hum pade hote
Aur na lein choomte hote

Kaash khwabon mein aa gaye hote
Unko jee bhar ke dekhe to hote

Aashiko laut ke na aana tha
Sheher-e-Taiba mein mar gaye hote

Kaash aisa hota mitti ka ek khilona main
Mujhse Hasnain khelte hote

Main bhi lakdi ki jootiyan hota
Aur aaka pehn rahe hote

Duro pehllu taana mil jaat
Hum bhi jannat kharidte hote

Main bhi kuch mein jeevni mabhi leta
Aap mehmaan ban gaye hote

Kaash hum hote naat ke misaro
Aur Hasan padh rahe hote

Hum par unki aata ae hai warna
Kab ke hum log mit chuke hote