सूरज का चमकना तो बस एक बहाना है
सरकार के जलवों से रोशन ये ज़माना है
खुद खाना नहीं खाया औरों को खिलाया है
हम जैसे गरीबों को सीने से लगाया है
ऐ प्यारे अ़ली तेरा एक ऐसा घराना है
पढ़ पढ़ के दरूदों को तक़दीर जगाना है
और आज हमें अपनी झोली को भराना है
सरकार की महफ़िल है सरकार को आना है
ग़ोसे समदानी की अ़ज़मत कोई क्या जाने
रब जाने नबी जाने या मौला अ़ली जाने
बग़दाद में रहकर भी नज़रों में ज़माना है
वो शान में आ़ली हैं वो हिंद के वाली हैं
मायूस नहीं होते जो उनके सवाली हैं
दरबार में ख़्वाजा के रह़मत का ख़ज़ाना है
जो दिल में लिए मेरे आका़ की मुह़ब्बत है
या’नी आ़ला हज़रत दुनिया की ज़रूरत है
इस्लाम से बातिल के दिल को दहलाना है
Suraj ka chamakna to bas ek bahana hai
Sarkaar ke jalvon se roshan ye zamaana hai
Khud khana nahi khaya auron ko khilaya hai
Hum jaise gareebon ko seene se lagaya hai
Ae pyaare Ali tera ek aisa gharana hai
Padh padh ke darudon ko taqdeer jagana hai
Aur aaj humein apni jholi ko bharana hai
Sarkaar ki mehfil hai, sarkaar ko aana hai
Ghose Samadani ki azmat koi kya jaane
Rab jaane, Nabi jaane ya Moula Ali jaane
Bagdad mein rehkar bhi nazron mein zamaana hai
Woh shaan mein Ali hain, woh Hind ke waali hain
Mayoos nahi hote jo unke sawaali hain
Darbaar mein Khwaja ke rehmat ka khazaana hai
Jo dil mein liye mere Aaqa ki muhabbat hai
Ya’ni Aala Hazrat duniya ki zaroorat hai
Islam se baatil ke dil ko dehkaana hai