सर कटा कर जो वादा निभाए
वो घराना है मौला अ़ली का
घर का घर दीन पर जो लुटाए
वो घराना है मौला अ़ली का
बंदगी का सलीका़ सिखाए
वो घराना है मौला अ़ली का
चढ़के नेज़े पे क़ुर्आं सुनाए
वो घराना है मौला अ़ली का
सर तो सब ही झुकाते हैं लेकिन
करके सजदा उठाते हैं लेकिन
करके सजदा जो सर न उठाए
वो घराना है मौला अ़ली का
घर सदा कोई साइल लगा दे
अपने आगे का खाना खिला दे
दर से खाली सवाली न जाए
वो घराना है मौला अ़ली का
डूबी कश्ती को वापस निकालें
कोई गागर में सागर बुला ले
हुक्म पानी पे अपना चलाए
वो घराना है मौला अ़ली का
जंग में जीतना है ज़रूरी
मारना होगा दुश्मन को फिर भी
सर कटा कर जो जंग जीत जाए
वो घराना है मौला अ़ली का
हमने शोएब जो नारा लगाया
दीने इस्लाम किसने बचाया
हर तरफ से सदा यही आए
वो घराना है मौला अ़ली का
Sar kata kar jo wada nibhaaye
Woh gharana hai Moula Ali ka
Ghar ka ghar deen par jo lutaaye
Woh gharana hai Moula Ali ka
Bandagi ka saleekah sikhaaye
Woh gharana hai Moula Ali ka
Chadhke neze pe Quran sunaaye
Woh gharana hai Moula Ali ka
Sar to sabhi jhukaate hain lekin
Karke sajda uthate hain lekin
Karke sajda jo sar na uthaye
Woh gharana hai Moula Ali ka
Ghar sada koi saail laga de
Apne aage ka khaana khila de
Dar se khaali sawaali na jaaye
Woh gharana hai Moula Ali ka
Doobi kashti ko waapas nikaale
Koi gaagar mein sagar bula le
Hukm paani pe apna chalaaye
Woh gharana hai Moula Ali ka
Jang mein jeetna hai zaroori
Maarna hoga dushman ko phir bhi
Sar kata kar jo jang jeet jaaye
Woh gharana hai Moula Ali ka
Humne Shoaib jo naara lagaya
Deen-e-Islam kisne bachaya
Har taraf se sada yehi aaye
Woh gharana hai Moula Ali ka