आक़ा मेरे आक़ा आक़ा मेरे आक़ा
आक़ा मेरे आक़ा आक़ा मेरे आक़ा
आक़ा आक़ा आक़ा आक़ा
सब नज़ारे हुज़ूर आप के हैं
चाँद तारे हुज़ूर आप के हैं
सब नज़ारे हुज़ूर आप के हैं
हम ग़ुलामों को ख़ौफ़ क्यूँ होगा
जब सहारे हुज़ूर आप के हैं
सब नज़ारे हुज़ूर आप के हैं
या रसूलल्लाह या हबीबल्लाह
क्यूँ न होता ये चाँद दो टुकड़े
चाँद दो टुकड़े हो जाता है जब आक़ा करें इशारा
मुझ बेकस आसी फ़क़ीर को बस आक़ा का है सहारा
क्यूँ न होता ये चाँद दो टुकड़े
जब इशारे हुज़ूर आप के हैं
सब नज़ारे हुज़ूर आप के हैं
आक़ा आक़ा आक़ा आक़ा
फ़ातिमा ओ अली हुसैन ओ हसन
नूर सारे हुज़ूर आप के हैं
सब नज़ारे हुज़ूर आप के हैं
आक़ा मेरे आक़ा आक़ा मेरे आक़ा
ख़ौफ़ क्यूँ होगा डूबने का हमें
सब किनारे हुज़ूर आप के हैं
सब नज़ारे हुज़ूर आप के हैंया रसूलल्लाह या हबीबल्लाह
आप हैं आसरा ग़रीबों का
ग़म के मारे हुज़ूर आप के हैं
सब नज़ारे हुज़ूर आप के हैं
क़मर घर जिस ने सारा वार दिया
वो दुलारे हुज़ूर आप के हैं
सब नज़ारे हुज़ूर आप के हैं
आक़ा आक़ा आक़ा आक़ा
aaqa mere aaqa ! aaqa mere aaqa !
aaqa mere aaqa ! aaqa mere aaqa !
aaqa ! aaqa ! aaqa ! aaqa !
Sab Nazare Huzoor Aap Ke Hain
chaand-taare, huzoor ! aap ke hai.n
sab nazaare, huzoor ! aap ke hai.n
ham Gulaamo.n ko KHauf kyu.n hoga
jab sahaare, huzoor ! aap ke hai.n
sab nazaare, huzoor ! aap ke hai.n
ya rasoolallah ! ya habeeballah !
kyu.n na hota ye chaand do Tuk.De
chaand do Tuk.De ho jaata hai jab aaqa kare.n ishaara
mujh bekas ‘aasi faqeer ko bas aaqa ka hai sahaara
kyu.n na hota ye chaand do Tuk.De
jab ishaare, huzoor ! aap ke hai.n
sab nazaare, huzoor ! aap ke hai.n
aaqa ! aaqa ! aaqa ! aaqa !
faatima-o-‘ali, husain-o-hasan
noor saare, huzoor ! aap ke hai.n
sab nazaare, huzoor ! aap ke hai.n
aaqa mere aaqa ! aaqa mere aaqa !
KHauf kyu.n hoga Doobne ka hame.n
sab kinaare, huzoor ! aap ke hai.n
sab nazaare, huzoor ! aap ke hai.n
ya rasoolallah ! ya habeeballah !
aap hai.n aasra Gareebo.n ka
Gam ke maare, huzoor ! aap ke hai.n
sab nazaare, huzoor ! aap ke hai.n
Qamr ! ghar jis ne saara waar diya
wo dulaare, huzoor ! aap ke hai.n
sab nazaare, huzoor ! aap ke hai.n
aaqa ! aaqa ! aaqa ! aaqa