नबी के दीने पाक के वका़र को सलाम हो
ज़मीने कर्बला के ताजदार को सलाम हो
तेरी बहार ही से तो बहार है जहांन में
ज़मीने कर्बला तेरी बहार को सलाम हो
नबी के दीने पाक के वका़र को सलाम हो
ज़मीने कर्बला के ताजदार को सलाम हो
है जिसकी ईंट ईंट में नबी की आल का लहू
शहिदे कर्बला के हर मज़ार को सलाम हो
नबी के दीने पाक के वका़र को सलाम हो
ज़मीने कर्बला के ताजदार को सलाम हो
शुजाअते अली भी एक बार सब ने देख ली
हुसैन को सलाम ज़ुल्फिकार को सलाम हो
नबी के दीने पाक के वका़र को सलाम हो
ज़मीने कर्बला के ताजदार को सलाम हो
यज़ीदियत के सामने डरा नहीं झुका नहीं
हुसैन के हर एक जा निस़ार को सलाम हो
नबी के दीने पाक के वका़र को सलाम हो
ज़मीने कर्बला के ताजदार को सलाम हो
वो जिसको देखकर लबे रसूल मुस्कुराएंगे
ग़मे हुसैन तेरे बेक़रार को सलाम हो
Nabi ke deen e pak ke waqar ko salaam ho
Zameen-e-Karbala ke taajdar ko salaam ho
Teri bahaar hi se to bahaar hai jahan mein
Zameen-e-Karbala teri bahaar ko salaam ho
Nabi ke deen-e-pak ke waqar ko salaam ho
Zameen-e-Karbala ke taajdar ko salaam ho
Hai jiski eent-e-eent mein Nabi ki aal ka khoon
Shaheede Karbala ke har mazaar ko salaam ho
Nabi ke deen-e-pak ke waqar ko salaam ho
Zameen-e-Karbala ke taajdar ko salaam ho
Shuja’at-e-Ali bhi ek baar sab ne dekh li
Hussain ko salaam Zulfiqar ko salaam ho
Nabi ke deen-e-pak ke waqar ko salaam ho
Zameen-e-Karbala ke taajdar ko salaam ho
Yazidiyat ke samne dara nahi, jhuka nahi
Hussain ke har ek jaan nisaaar ko salaam ho
Nabi ke deen-e-pak ke waqar ko salaam ho
Zameen-e-Karbala ke taajdar ko salaam ho
Woh jisko dekhkar lab-e-Rasool muskurayenge
Gham-e-Hussain tere bekaraar ko salaam ho