मिला है मांगने वालो को सदका गोसे आजम का
कभी खाली नहीं लौटा है मंगता गोसे आजम का
मुबारक हो रो सोने शहर की चौखटे तुमको
हमारे वास्ते काफी है टुकड़ा गोसे आजम का
मेरे आमाल मुझको लेके जाएंगे जहन्नम तक
मगर मुझको बचा लेगा वसिला गोसे आजम का
मुकद्दर के धनी रहबर कमेटी के जवान तुम हो
सजाया आज जो तूने ये जलसा गोसे आजम का
मेरे सरकार सुरकाही की अजमत पूछते क्या हो
है मेरा रहनुमा बेशक दुलारा गोसे आजम का
फरिश्ते देखकर उसको लहद में मुस्कुराएंगे
जो दिल से हो गया जौहर है शैदा गोसे आजम का
ना’त-ख़्वाँ:
जौहर वैशालवी
Mila hai maangne walon ko sadqa Ghaus e Azam ka
Kabhi khaali nahi lauta hai mangta Ghaus e Azam ka
Mubarak ho rosonay sheher ki chaukhatay tumko
Hamaare waaste kaafi hai tukda Ghaus e Azam ka
Mere aamaal mujhko leke jaayenge jahannam tak
Magar mujhko bacha lega waseela Ghaus e Azam ka
Muqaddar ke dhani rehbar committee ke jawaan tum ho
Sajaya aaj jo tune yeh jalsa Ghaus e Azam ka
Mere Sarkar Surkahi ki azmat poochhte kya ho
Hai mera rehnuma beshak dulaara Ghaus e Azam ka
Farishtay dekh kar usko lahd mein muskurayenge
Jo dil se ho gaya Johar hai shaida Ghaus e Azam ka
Naat-khwaan:
Johar Vaishalvi