मेरे मौला मेरी तकदीर में ऐसा कर दे
इसके सरकार मेरे सीने में पैदा कर दे
दिल ने दुनिया की मोहब्बत में बहुत खाए फरेब
दिल को अब सरवरे कौनेन का सदा कर दे
जिंदगानी में अंधेरों के सिवा कुछ भी नहीं
तू जो चाहे तो उजाला ही उजाला कर दे
मैं तेरा बंदा हूं और तू ही खुदा है मेरा
अपनी रेहमात का गुनहगार पे सैया कर दे
और तू कुछ भी नही पास गुनाहों के शिवा
नात खानी मेरी बक्शीश का वसीला कर दे
जिसको सुनकर मुझे महेश्वर में नवाज़े आका
इतना मकबूल कोई नात का मिश्रा कर दे
लोग दीवाना समझ कर मुझे पत्थर मारे
मुझको दीवाना हि करना है तो इतना कर दे
Mere Maula meri takdeer mein aisa kar de
Iske Sarkar mere seene mein paida kar de
Dil ne duniya ki mohabbat mein bohot khaye fareb
Dil ko ab Sarwar-e-Kownain ka sada kar de
Zindagi mein andheron ke siwa kuch bhi nahi
Tu jo chahe to ujala hi ujala kar de
Main tera banda hoon aur tu hi Khuda hai mera
Apni rehmat ka gunaahgar pe saya kar de
Aur tu kuch bhi nahi paas gunaahon ke siwa
Naat khani meri bakhshiish ka waseela kar de
Jisko sunkar mujhe Maheshwar mein nawaze aaka
Itna maqbool koi naat ka mishra kar de
Log deewana samajh kar mujhe patthar maare
Mujhko deewana hi karna hai to itna kar de