WhatsApp logo Join Naat Group

मुक़द्दर का मुझको़ धनी कर दिया है / Maqaddar ka mujhko dhani kar diya hai

मुक़द्दर का मुझको़ धनी कर दिया है
मैं अब और क्या मांगूं अपने खुद से
खु़दा ने मुझे अज़हरी कर दिया है

न जाने के किस हाथ पे जा के बिकते
न जाने कहां और हम कैसे दिखते
गुलामी पर अख़्तर की कुर्बानी जाएं
के जिसने हमें जन्नती कर दिया

यकायक हि बदला बहारों का मौसम
घुला इस में अख़्तर की रेहलत का जब ग़म
वो इक गुल जो टूटा रज़ा के चमन से
तो फिका हर इक रंग ही कर दिया हैहैए

ए ताहिर अजब कुछ नहीं रोज़ ए महशर
उसे बख़्श दे रब की रहमत ये कह कर
जनाजे में अख़्तर के शामिल हुवा तू
जो दोज़ख़ से तुझे को बरी कर दिया है

Maqaddar ka mujhko dhani kar diya hai
Main ab aur kya maangoon apne khud se
Khudā ne mujhe azhari kar diya hai

Na jaane ke kis haath pe ja ke bikte
Na jaane kahaan aur hum kaise dikhte
Gulāmī par Akhtar ki qurbānī jaayein
Ke jisne humein jannatī kar diya

Yakayak hi badla bahāron ka mausam
Ghula is mein Akhtar ki rehlaat ka jab gham
Woh ik gul jo ṭoṭā raza ke chaman se
Toh fīka har ik rang hi kar diya hai

Ae Tāhir ajab kuch nahīn roza-e-Mahshar
Use bakhsh de Rab ki rahmat ye keh kar
Janāze mein Akhtar ke shāmil huwa tu
Jo dozakh se tujhe ko bari kar diya hai