मैं नबी की मुहब्बत में बीमार हूॅं
ना दुआ चाहिए ना दवा चाहिए
है यक़ीं मैं शिफा़ याब हो जाऊंगा
उनकी तुर्बत की ठंडी हवा चाहिए
हश्र में अज़मते मुस्त़फा़ देखकर
हम गु़लामों के चेहरे मचल जाएंगे
सब रज़ाऐ इलाही को बेताब हैं
और खु़दा को नबी की रज़ा चाहिए
कह रहे हैं शहीदाने करबो बला
हमको मिलता नहीं खु़ल्द में वो मज़ा
ज़ेरे खंजर जहां पर कटा है गला
हमको फिर से वही कर्बला चाहिए
अपने अश्कों के मोती गिरा कर कहा
या’नी असग़र ने यूॅं मुस्कुरा कर कहा
अब मुझे गोद की कोई हाजत नहीं
मेरे बाबा मुझे कर्बला चाहिए
Main Nabi ki muhabbat mein bimaar hoon
Na dua chahiye na dawa chahiye
Hai yaqeen main shifa yaab ho jaunga
Unki turbat ki thandi hawa chahiye
Hashr mein azmat-e-Mustafa dekhkar
Hum ghulaamon ke chehre machal jaayenge
Sab raza-e-ilahi ko betaab hain
Aur Khuda ko Nabi ki raza chahiye
Kah rahe hain shaheeda-e-Karbala
Humko milta nahi jannat mein woh maza
Zere khanjar jahan par kata hai gala
Humko phir se woh Karbala chahiye
Apne ashkon ke moti gira kar kaha
Yani Asgar ne yun muskara kar kaha
Ab mujhe god ki koi hajat nahi
Mere Baba mujhe Karbala chahiye