मां की नूरे नज़र शायरा फा़ति़मा
जा के ससुराल में जगमगाती रहे
संग तेरे कोई ग़म का साया ना हो
खुशियों में हर घड़ी मुस्कुराती रहे
बाबा है़दर अ़ली ने है पाला तुझे
अम्मी सादिया झूला झुलाइ तुझे
और हिदायत ने गोदी खिलाया तुझे
और चाचा नफ़ीस हंसाया तुझे
यूं ही ससुराल में प्यार पाती रहे
चाचा मुश्ताक़ आ़लम समीर और करीम
और इस्लाम की है भतीजी भरम
आज खुशियों से चाचा की आंखें हैं नम
कह रहे हैं ख़ुदा से सभी दम ब दम
बेटी फूलों सी खुश्बू लुटाती रहे
दादा नूरुल हसन की है दिल की सदा
और दादी जमीला की है इल्तिजा
लाज मयके की अपने बचाती रहे
अपने घर को तू जन्नत बनाती रहे
भाई मक़बूल शाहिदो वाहिद कहे
और मसर्रुल हक़ ज़ाहिद ताहिर कहे
भाई रमजान साजिद ओ असगर कहे
बहना हर एक खुशी जग में पाती रहे
मामा अनवर हुसैन और शब्बीर के
तेरे माथे पे शफ़्क़त के साए रहें
बाग के फूल जैसे फले और खिलें
तेरी खुश्बू से आंगन महकता रहे
दूल्हा तुझको मुराद है जेसा मिला
चांद सा जिसका चेहरा है खिलता हुआ
तेरी जोड़ी को रखे सलामत ख़ुदा
है यही आज अख़्तर के दिल की दुआ़
रहमतें तुझपे क़िस्मत लुटा ती रहे
maan ki noore nazar shayere fatima
Ja ke susraal mein jagmagaati rahe
Sang tere koi gham ka saaya na ho
Khushiyon mein har ghadi muskurati rahe
Baba Haider Ali ne hai paala tujhe
Ammi Saadia jhoola jhulaai tujhe
Aur Hidayat ne godi khilaaya tujhe
Aur Chacha Nafees hansaaya tujhe
Yoon hi susraal mein pyaar paati rahe
Chacha Mushtaq, Aalam, Sameer aur Kareem
Aur Islam ki hai bhteeji bharam
Aaj khushiyon se chacha ki aankhein hain nam
Keh rahe hain Khuda se sabhi dam-ba-dam
Beti phoolon si khushboo lutaati rahe
Dada Noorul Hasan ki hai dil ki sada
Aur Dadi Jameela ki hai iltija
Laaj mayke ki apne bachaati rahe
Apne ghar ko tu jannat banaati rahe
Bhai Maqbool, Shahid-o-Waahid kahe
Aur Masrurul Haq, Zahid, Tahir kahe
Bhai Ramzan, Sajid o Asghar kahe
Behna har ek khushi jag mein paati rahe
Mama Anwar Hussain aur Shabbir ke
Tere maathe pe shafqat ke saaye rahein
Baagh ke phool jaise phale aur khile
Teri khushboo se aangan mehakta rahe
Dulha tujhko muraad hai jaisa mila
Chaand sa jiska chehra hai khilta hua
Teri jodi ko rakhe salaamat Khuda
Hai yahi aaj Akhtar ke dil ki dua
Rehmatein tujhpe kismat lutaati rahe