खु़शी से झूमे है काबा अली आए है काबे में
हर एक सू शोर है बर्पा अली आए है काबे में
हैदर हैदर हैदर हैदर हैदर
नचायेंगे जिस उंगली से वो उंगली याद आई है
हिला खै़बर का दरवाज़ा अली आए हैं काबे में
हैदर हैदर हैदर हैदर हैदर
मुसलसल तीन दिन तक आंख ही खोली ना मौला ने
न जब तक आका़ को देखा अली आए है काबे में
हैदर हैदर हैदर हैदर हैदर
गिरी शैतानियत है मुंह के बल कहती हुई यारो
हमारी जान का ख़तरा अली आए है काबे में
हैदर हैदर हैदर हैदर हैदर
है फतहे मक्का का दिन खो़फ में कुफ्फार सारे है
है लर्जा लात और उज्जा अली आए है काबे में
ना’त-ख़्वां
सय्यद शजर अली
Khushi se jhoome hain Kaaba, Ali aaye hain Kaabe mein
Har ek soosh shor hai barpa, Ali aaye hain Kaabe mein
Haider, Haider, Haider, Haider, Haider
Nachayenge jis ungli se, woh ungli yaad aayi hai
Hila Khaybar ka darwaza, Ali aaye hain Kaabe mein
Haider, Haider, Haider, Haider, Haider
Musalsal teen din tak aankh hi kholi na Moula ne
Na jab tak Aaqa ko dekha, Ali aaye hain Kaabe mein
Haider, Haider, Haider, Haider, Haider
Giri shaitaniyat hai, mooh ke bal kehti hui yaaro
Hamari jaan ka khatra, Ali aaye hain Kaabe mein
Haider, Haider, Haider, Haider, Haider
Hai Fateh Makkah ka din, khauf mein kuffaar saare hain
Hai larma, laat aur uzza, Ali aaye hain Kaabe mein
Na’at-Khwan
Sayyid Shajar Ali