WhatsApp logo Join Naat Group

Jo Ghulaam e Shah e Abraar Huaa Khoob Huaa / जो ग़ुलाम ए शह ए अबरार हुआ ख़ूब हुआ

उन के जो ग़ुलाम हो गए वक़्त के इमाम हो गए
उन के जो ग़ुलाम हो गए वक़्त के इमाम हो गए

जो ग़ुलाम ए शह ए अबरार हुआ ख़ूब हुआ
ख़ुल्द में जाने का हक़दार हुआ ख़ूब हुआ

जो ग़ुलाम ए शह ए अबरार हुआ ख़ूब हुआ

ये करम जो मेरे सरकार हुआ ख़ूब हुआ
ख़्वाब में आप का दीदार हुआ ख़ूब हुआ

जो ग़ुलाम ए शह ए अबरार हुआ ख़ूब हुआ
ख़ुल्द में जाने का हक़दार हुआ ख़ूब हुआ

बीच मँझधार में जब सू ए मदीना देखा
डूबता बेड़ा मेरा पार हुआ ख़ूब हुआ

जो ग़ुलाम ए शह ए अबरार हुआ ख़ूब हुआ
ख़ुल्द में जाने का हक़दार हुआ ख़ूब हुआ

रंज-ओ-आलाम ने जब भी किया रुख़ मेरी तरफ़
करम-ए-आक़ा मदद-गार हुआ ख़ूब हुआ

जो ग़ुलाम ए शह ए अबरार हुआ ख़ूब हुआ
ख़ुल्द में जाने का हक़दार हुआ ख़ूब हुआ

जिस घराने में है हसनैन ओ अली ओ ज़हरा
इस घराने से जिसे प्यार हुआ ख़ूब हुआ

जो ग़ुलाम ए शह ए अबरार हुआ ख़ूब हुआ
ख़ुल्द में जाने का हक़दार हुआ ख़ूब हुआ

जिन पे नाज़ाँ हैं वफ़ाएँ भी उन्हीं में से एक
ग़ाज़ी अब्बास अलमदार हुआ ख़ूब हुआ

जो ग़ुलाम ए शह ए अबरार हुआ ख़ूब हुआ
ख़ुल्द में जाने का हक़दार हुआ ख़ूब हुआ

आज अशआर की सूरत में यहाँ सूफ़ी ख़लील
उन की तौसीफ़ का इज़्हार हुआ ख़ूब हुआ

जो ग़ुलाम ए शह ए अबरार हुआ ख़ूब हुआ
ख़ुल्द में जाने का हक़दार हुआ ख़ूब हुआ

उन के जो ग़ुलाम हो गए वक़्त के इमाम हो गए
उन के जो ग़ुलाम हो गए वक़्त के इमाम हो गए

Un ke jo ghulaam ho gaye, waqt ke imaam ho gaye
Un ke jo ghulaam ho gaye, waqt ke imaam ho gaye

Jo Ghulaam e Shah e Abraar Huaa Khoob Huaa
Khuld mein jaane ka haqqdaar hua, khoob hua
Jo ghulaam-e-Shah-e-Abrar hua, khoob hua

Yeh karam jo mere Sarkar hua, khoob hua
Khwab mein aap ka deedaar hua, khoob hua
Jo ghulaam-e-Shah-e-Abrar hua, khoob hua
Khuld mein jaane ka haqqdaar hua, khoob hua

Beech manzhdaar mein jab suu-e-Madina dekha
Doobta beda mera paar hua, khoob hua
Jo ghulaam-e-Shah-e-Abrar hua, khoob hua
Khuld mein jaane ka haqqdaar hua, khoob hua

Ranj-o-aalam ne jab bhi kiya rukh meri taraf
Karam-e-Aaqa madadgaar hua, khoob hua
Jo ghulaam-e-Shah-e-Abrar hua, khoob hua
Khuld mein jaane ka haqqdaar hua, khoob hua

Jis gharane mein hain Hasnain o Ali o Zahra
Is gharane se jise pyaar hua, khoob hua
Jo ghulaam-e-Shah-e-Abrar hua, khoob hua
Khuld mein jaane ka haqqdaar hua, khoob hua

Jin pe naazaan hain wafaayein bhi unhi mein se ek
Ghazi Abbas Alamdar hua, khoob hua
Jo ghulaam-e-Shah-e-Abrar hua, khoob hua
Khuld mein jaane ka haqqdaar hua, khoob hua

Aaj ash’aar ki surat mein yahan Sufi Khalil
Un ki tauseef ka izhaar hua, khoob hua
Jo ghulaam-e-Shah-e-Abrar hua, khoob hua
Khuld mein jaane ka haqqdaar hua, khoob hua

Un ke jo ghulaam ho gaye, waqt ke imaam ho gaye
Un ke jo ghulaam ho gaye, waqt ke imaam ho gaye

Jo Ghulaam e Shah e Abraar Huaa, Khoob Huaa