जो दिल से झुक गया है मुह़म्मद के शहर मे
दूर उस से ग़म हुआ है मुहम्मद के शहर मे
मीट्टी में भी शिफा है मुह़म्मद के शहर मे
क्यूॅं आ के रो रहा है मुह़म्मद के शहर मे
हर दर्द की दवा है मुह़म्मद के शहर मे
हर मसअला ह़यात का करने को हल चले
दिल की नबी में अपने खिलाने कवल चले
मिस्मारी अपनी इसयाॅं का करने मगर चले
आओ गुनाहगारो चलो सर के बल चलें
तोबा का दर खुला है मुहम्मद के शहर मे
है काम ये जहान में उनके गु़लाम का
नजराना भेजे उनको दुरूदो सलाम का
कासा वहाॅं पे भरता है हर खा़सो आम का
सदका लुटा रहा है खुदा उनके नाम का
सोना निकल रहा है मुहम्मद के शहर में
जर्रा भी पुर ज़िया है मुहम्मद के शहर में
काटा भी खुशनुमा है मुहम्मद के शहर में
मत पूछ हम से क्या है मुहम्मद के शहर में
कावे का दर खुला है मुहम्मद के शहर में
मकबुल हर दुआ है मुहम्मद के शहर में
Jo dil se jhuk gaya hai Muhammad ke sheher mein
Door us se gham hua hai Muhammad ke sheher mein
Mitti mein bhi shifa hai Muhammad ke sheher mein
Kyun aa ke ro raha hai Muhammad ke sheher mein
Har dard ki dawa hai Muhammad ke sheher mein
Har mas’ala hayaat ka karne ko hal chale
Dil ki Nabi mein apne khilane kaawal chale
Mismaari apni isyaan ka karne magar chale
Aao gunaahgaaro chalo sar ke bal chale
Toba ka dar khula hai Muhammad ke sheher mein
Hai kaam ye jahan mein unke ghulaam ka
Nazrana bheje unko durood-o-salaam ka
Kasa wahan pe bharta hai har khaas-o-aam ka
Sadqa luta raha hai Khuda unke naam ka
Sona nikal raha hai Muhammad ke sheher mein
Zarra bhi pur ziya hai Muhammad ke sheher mein
Kata bhi khushnuma hai Muhammad ke sheher mein
Mat pooch hum se kya hai Muhammad ke sheher mein
Kaaba ka dar khula hai Muhammad ke sheher mein
Maqbool har dua hai Muhammad ke sheher mein