WhatsApp logo Join Naat Group

इस तरह अपनी वो तकदीर जगा लेते हैं / Is tarah apni woh taqdeer jaga lete hain

इस तरह अपनी वो तकदीर जगा लेते हैं
जो भी नालेंने नबी सर पै उठा लेते हैं

यादें तेवा मे बहाते हैं जो आंसू उनको
एक न एक दिन मेरे सरकार बुला लेते हां

मेरा ईमान हे आते है मदीने से हुज़र
उनके दीवाने ह जहां बजा़में सजा लेते हैं

उनकी आंखों से उतरता नही तैयबा का खुमान
सुरमया इश्क बरेली जो़ लगा लेते हैं

असर मौला की कर्जा हो नहीं मौला को पसंद
डूबे सूरज को इशारे से बुला लेते हैं

उनकी दौलत में कभी आती नही काई कमी
भाई जो बहने को सीने से लगा लेते हैं

हमसे तुम पूछते हो हुस्न की तारीफ़ हे किया
ठहरो हम हा ताजु शरियत को बुला लेते हैं

कुछ नहीं बोलते है पाऊ दबा लेते हैं
कितनी आसानीसे हम मांकी दुआ लेते हैं

बैठ जाते हैं जो हम गुंबद खज़रा के करीब
बागो फिरदौस तो आंखों में उठा लेते हैं

सोचिए उनकी हथेली में बुसअत कितनी
आना सागर जो कटोरे में बुला लेते हैं

हम गुलामे से सीधी को उमर के अजमत
या अली कहते है और कॉम बना लेते हैं

Is tarah apni woh taqdeer jaga lete hain
Jo bhi naalene Nabi sar pe utha lete hain

Yaadein tewa mein bahaate hain jo aansu unko
Ek na ek din mere Sarkaar bula lete hain

Mera imaan hai aate hain Madeene se huzoor
Unke deewane hain jahan baza mein saja lete hain

Unki aankhon se utarta nahi Tayba ka khumaan
Surmeya ishq Bareli jo laga lete hain

Asar Maula ki karza ho nahi Maula ko pasand
Doobe sooraj ko ishaare se bula lete hain

Unki daulat mein kabhi aati nahi koi kami
Bhai jo behene ko seene se laga lete hain

Humse tum poochhte ho husn ki tareef hai kiya
Thahro hum ha Tajush Shariat ko bula lete hain

Kuch nahi bolte hai pao daba lete hain
Kitni aasani se hum maangi dua lete hain

Baith jaate hain jo hum gumbad Khazra ke qareeb
Baago Firdaus toh aankhon mein utha lete hain

Sochiye unki hatheli mein bus’at kitni
Aana saagar jo katoray mein bula lete hain

Hum gulaam-e-seeidi ko umar ke azmat
Ya Ali kehte hain aur qaum bana lete hain