हवा मुबककर फिजा़ मुनव्वर फ़रिश़्ते ज़न्नत से आ रहे हैं
पढ़ो दरुदे सलाम लोगों हुज़ूर तशरीफ़ ला रहे हैं
हलीमा दाई घर वो आंगन जहां पे गुजारा नबी का बचपन
वो देखो सोए हैं मेरे आ़का़ फरिश्ते झूला झूल रहे हैं
वाली का दुश्मन नबी का दुश्मन वाली का प्यारा नबी का प्यार
जो गोसे ख्वाजा है दीवाने रजा़ का नारा लगा रहे हैं
मेरे मुजादिद है आला हज़रत है कित़नी आलो नबी से उल्फंत
खु देखें सैयद के पालकी को लगाके कांदा उठा रहे हैं
उन्हीं के कब्जे में बागे जन्नत उन्हीं की जारी है बादशाहत
चलो मदीना ए गम के मारो हमारे आका बुला रहे हैं
Hawa muatar fizaa munawwar farishte jannat se aa rahe hain
Padho darude salaam logon huzoor tashreef la rahe hain
Haleema daai ghar wo aangan jahan pe guzara nabi ka bachpan
Wo dekho soye hain mere aaqa farishte jhoola jhool rahe hain
Wali ka dushman nabi ka dushman, wali ka pyaara nabi ka pyaar
Jo gose Khwaja hai deewane Raza ka naara laga rahe hain
Mere mujadid hai Aala Hazrat hai kitni aalo nabi se ulfat
Khud dekhein Sayyed ke palki ko laga ke kaanda utha rahe hain
Unhi ke qabze mein baage jannat, unhi ki jaari hai badshahaat
Chalo Madina-e-gham ke maro, humare aaqa bula rahe hain