अफ़ज़ल है कुल जहां में घराना हुसैन का
नबियो का ताजदार है नाना हुसैन का
शेरे खुदा के शेर हैं शब्बीर देखिये
कैसी चला रहे हैं वो शमशीर देखिये
हैदर का है निशाना निशाना हुसैन का
नबियो का ताजदार है नाना हुसैन का
हौश उड़ गए हैं देख के सारे जहान के
आंसू निकल पड़े हैं कभी आसमान के
अकबर को घोड़े पर वो चढाना हुसैन का
नबियो का ताजदार है नाना हुसैन का
दौलत पे मरने वाले यजीदी को क्या ख़बर
शब्बीर कर्बला में अगर मार दें ठोकर
हो सारे कर्बला में खज़ाना हुसैन का
नबियो का ताजदार है नाना हुसैन का
जैनब भी साथ में हैं सकीना भी साथ में
चर्चे हैं जिनकी जात के कुल कायनात में
कर्बो बला में सब है घराना हुसैन का
नबियो का ताजदार है नाना हुसैन का
फौजे यजीदियत का नशा ही उतर गया
मंजर ये देख देख के लश्कर बिखर गया
अब्बास को अलम वो उठाना हुसैन का
Afzal hai kul jahan mein gharana Husain ka
Nabi yo ka tajdar hai Nana Husain ka
Sher-e-Khuda ke sher hain Shabbir dekhiye
Kaise chala rahe hain wo shamshir dekhiye
Haider ka hai nishana nishana Husain ka
Nabi yo ka tajdar hai Nana Husain ka
Hosh ud gaye hain dekh ke saare jahan ke
Aansoo nikal pade hain kabhi aasman ke
Akbar ko ghode par wo chadhana Husain ka
Nabi yo ka tajdar hai Nana Husain ka
Daulet pe marne wale Yazidi ko kya khabar
Shabbir Karbala mein agar maar dein thokar
Ho saare Karbala mein khazana Husain ka
Nabi yo ka tajdar hai Nana Husain ka
Zainab bhi saath mein hain Sakina bhi saath mein
Charcha hain jin ki jaat ke kul kainaat mein
Karb-o-bala mein sab hai gharana Husain ka
Nabi yo ka tajdar hai Nana Husain ka
Fauje Yazidiyat ka nasha hi utar gaya
Manzar ye dekh dekh ke lashkar bikhir gaya
Abbas ko alam wo uthana Husain ka