आबरू ए उम्मत है सैय्यदा के घर वाले
वक्त की ज़रूरत है सैय्यदा के घर वाले
खत्म हो गई होती जलजले में ये दुनिनया
इस ज़मी पै रहमत है सैय्यदा के घर वाले
कह रहा है दुनिया से सर हुसैन आज़म का
लाइक ए इमामत है सैय्यदा के घर वाले
जुल्मूने बहुत चाहा नेसल खत्म हो जाए
आज भी सलामत है सैय्यदा के घर वाले
हमने खूब देखा है बर्ग ए ख्वाजा में
मार कैज़ो साखावत है सैय्यदा के घर वाले
दामाने ए साहबा है अभी मेरे हाथों में
ए मेरी ज़मानत है सैय्यदा के घर वाले
भूख बारा साले की केह रही है दुनिया से
जब ले इस्तखामत है सैय्यदा के घर वाले
ए यजीद के हामी मुंह कहां छुपाएगा
माली केनै जन्नत है सैय्यदा के घर वाले
जिसमें जिंदा रहता है खून की हरारत से
खून की हरारत है सैय्यदा के घर वाले
हम अली के दीवाने हौसला नाहरेंगे
हौसलों की ताकत है सैय्यदा के घर वाले
हर सदी के रोशन है चौधमी सदी का गम
सब्र की अमानत है सैय्यदा के घर वाले
मेरे सीने में एक दिल नूर मेरे उसे दिल में
बरसरे हुकूमत है सैय्यदा के घर वाले
Aabroo ae ummat hai Saiyida ke ghar wale
Waqt ki zarurat hai Saiyida ke ghar wale
Khatm ho gayi hoti jalzale mein ye duniya
Is zameen pe rehmat hai Saiyida ke ghar wale
Keh raha hai duniya se sar Hussain Azam ka
Laik-e-imamat hai Saiyida ke ghar wale
Zulmun ne bohot chaaha nasl khatam ho jaaye
Aaj bhi salamat hai Saiyida ke ghar wale
Humne khoob dekha hai barq-e-Khwaja mein
Maar kaizo saakhaawat hai Saiyida ke ghar wale
Daamane-e-Sahaba hai abhi mere haathon mein
Ae meri zamaanat hai Saiyida ke ghar wale
Bhookh baara saal ki keh rahi hai duniya se
Jab le istikhaamat hai Saiyida ke ghar wale
Ae Yazid ke haami munh kahan chhupaayega
Maali kenai Jannat hai Saiyida ke ghar wale
Jismein zinda rehta hai khoon ki hararat se
Khoon ki hararat hai Saiyida ke ghar wale
Hum Ali ke deewane hausla naharenge
Hauslon ki taaqat hai Saiyida ke ghar wale
Har sadi ke roshan hai choudhami sadi ka gham
Sabr ki amaanat hai Saiyida ke ghar wale