मैं सुन्नी हूं मेरा दिल है दीवाना आ़ला हज़रत का
मेरा मरकज़ बना है आस्ताना आ़ला हज़रत का
गिरा देते है गुस्ताखे़ नबी को एक ही हमले में
कभी खा़ली नहीं जाता निशाना आ़ला हज़रत का
नबी के नाम का सदका़ लुटाते है वो रोजा़ना
मगर होता नहीं है कम ख़जा़ना आ़ला हज़रत का
कोई है मुफ्ती ए आ़ज़म कोई ताजुश्शरियह है
अलग है सब घरानो में घराना आ़ला हज़रत का
मैं नाजा़ हूं कि ऐ आसिम दयारे आ़ला हज़रत में
बिह़म दिल्लाह लिखा मैंने तराना आ़ला हज़रत का
Main Sunni hoon mera dil hai deewana Aala Hazrat ka
Mera markaz bana hai aastana Aala Hazrat ka
Gira dete hain gustakhe Nabi ko ek hi hamle mein
Kabhi khaali nahi jata nishana Aala Hazrat ka
Nabi ke naam ka sadaqa lutaate hain woh rozana
Magar hota nahi hai kam khazana Aala Hazrat ka
Koi hai Mufti-e-Azam, koi Tajushariyah hai
Alag hai sab gharano mein gharana Aala Hazrat ka
Main naza hoon ki ai Aasim, dayaare Aala Hazrat mein
Bihim-Dillah likha maine tarana Aala Hazrat ka