जबीने कुफ्र पर क़ुर्आन की आयात लिखने से
ख़फ़ा बू जहल के अह़बाब हैं हक़ बात लिखने से
यज़ीदे वक़्त के दरबार में जितने मुअर्रिख़ है
हैं खा़इफ आज भी जै़नब तेरे खु़त़बात लिखने से
चले जितना भी इसकी रोशनाई कम नहीं होती
क़लम बूढ़ा नहीं होता नबी की नात लिखने से
खु़दा वाले तो ज़िंदा है इन्हें मुर्दा समझते हो
हक़ीक़त क्या बदल जाती है दिन को रात लिखने में
Zabine kufr par Qur an ki ayat likhne se
Khafa boo jahl ke ahbaab hain haq baat likhne se
Yazide waqt ke darbaar mein jitne muarrikh hain
Hain khaif aaj bhi Zainab tere khutbaat likhne se
Chale jitna bhi iski roshnai kam nahi hoti
Qalam boodha nahi hota Nabi ki naat likhne se
Khuda wale to zinda hain inhe murda samajhte ho
Haqeeqat kya badal jaati hai din ko raat likhne mein