WhatsApp logo Join Naat Group

बंद हो जाए कब दिल की धड़कन / Band ho jaaye kab dil ki dhadkan

बंद हो जाए कब दिल की धड़कन
दो घडी़ का भरोसा नही है
ये हकीकत है मेरे भाई
जिंदगी का भरोसा नहीं है

दिल तेरा तोड़ देगी ये दुनिया
राह में छोड़ देगी ये दुनिया
बे वफाई ये फितरत में इसकी
दोस्ती का भरोसा नहीं है

कुछ दिनों के बाद गम ही मिलेंगे
इसमें आराम ही कम मिलेंगे
दौलतों पै ना फुल समाऊ
इस खुशी का भरोसा नहीं है

एक चरागो मोहब्बत जलाओ
कब्र को अपनी रोशन बनाओ
हशर तक इसमें सोना पड़ेगा
रोशनी का भरोसा नहीं है

खेयब कितने सजाए हुए हैं
रेत पर घर बनाए हुए हैं
सो बरस तक की तैयारी है
और अभी का भरोसा नहीं है

मौत आएगी उस्मान जाभी
सुनी हो जाएगी बज़ में हस्ती
डूब जाओगे तारीकी यु में
रोशनी का भरोसा नहीं है

Band ho jaaye kab dil ki dhadkan
Do ghadi ka bharosa nahi hai
Yeh haqeeqat hai mere bhai
Zindagi ka bharosa nahi hai

Dil tera tod degi yeh duniya
Raah mein chhod degi yeh duniya
Be wafai yeh fitrat mein iski
Dosti ka bharosa nahi hai

Kuch dino ke baad gham hi milenge
Ismein aaram hi kam milenge
Daulaton pe na phul samaao
Is khushi ka bharosa nahi hai

Ek charaago mohabbat jalao
Qabr ko apni roshan banao
Hashar tak ismein sona padega
Roshni ka bharosa nahi hai

Khayab kitne sajaye hue hain
Ret par ghar banaye hue hain
So baras tak ki taiyari hai
Aur abhi ka bharosa nahi hai

Maut aayegi Usman Jabi
Suni ho jaayegi baz mein hastee
Doob jaoge tareeki mein
Roshni ka bharosa nahi hai