WhatsApp logo Join Naat Group

Koi bhi haal ho par ishq ko rusva nahi karte / कोई भी हा़ल हो पर इश्क़ को रुसवा नहीं करते

कोई भी हा़ल हो पर इश्क़ को रुसवा नहीं करते
गु़लामे मुस्तफा ईमान का सौदा नहीं करते

वो जिनको भीख मिल जाती है दरवाजे़ से ज़हरा के
किसी से जिंदगी भर वो कभी मांगा नहीं करते

कोई भी हा़ल हो पर इश्क़ को रुसवा नहीं करते
ज़माने के गमों नें कब का मुझको खा लिया होता
करम मुझ पर अगर ह़सनैन के नाना नहीं करते

कोई भी हा़ल हो पर इश्क़ को रुसवा नहीं करते
गु़लामे मुस्तफा ईमान का सौदा नहीं करकरत

Koi bhi haal ho par ishq ko rusva nahi karte
Gulaame Mustafa imaan ka souda nahi karte

Woh jinko bhikh mil jaati hai darwaze se Zahra ke
Kisi se zindagi bhar woh kabhi maanga nahi karte

Koi bhi haal ho par ishq ko rusva nahi karte
Zamaane ke ghamon ne kab ka mujhko kha liya hota
Karam mujh par agar Hasnain ke Nana nahi karte

Koi bhi haal ho par ishq ko rusva nahi karte
Gulaame Mustafa imaan ka souda nahi karte