ज़िंदगानी का कोई भरोसा नहीं
और अभी तक मदीने को देखा नहीं.
सारी दुनिया उन्हीं के तो साए में है
यह अलग बात है उनका साया नहीं
नज्दिया जान लेता रज़ा को अगर
हर कदम पे ज़लील ऐसे होता नहीं
ज़िंदगानी का कोई भरोसा नहीं
और अभी तक मदीने को देखा नहीं
बू-जहल मान लेता नबी को अगर
हर क़दम पे ज़लील ऐसे होता नहीं
ताहिर उस दिल को दिल ही न समझा करो
जिसमें दर्द उनकी चाहत का होता नहीं
Zindagani ka koi bharosa nahi
Aur abhi tak Madine ko dekha nahi.
Saari duniya unhi ke toh saaye mein hai
Yeh alag baat hai unka saaya nahi.
Najdiya jaan leta Raza ko agar
Har kadam pe zaleel aise hota nahi.
Zindagani ka koi bharosa nahi
Aur abhi tak Madine ko dekha nahi.
Boo-Jahal maan leta Nabi ko agar
Har kadam pe zaleel aise hota nahi.
Taher us dil ko dil hi na samjha karo
Jisme dard unki chahat ka hota nahi.