उठा दो पर्दा दिखा दो चेहरा कि नूरे बारी हिजाब मे हैं
जमाना तारीक हो रहा है कि मेहर कब से निकाब मे हैं
खडे है मुन्कर नकीर सर पर न कोई हामी न कोई यावर
बता दो आ कर मेरे पयम्बर कि सख्त मुश्किल जवाब में है
खुदाए कह हार है गज़ब पर खुले है बदकारियों के दफ्तर
बचा लो आ कर शफीए महेश्वर तुम्हारे बन्दा आज़ब मे है
करीम अपने करम का सदका लईमे बे क़न्द को न शरमा
तू और रजा़ से हिसाब लेना रजा़ भी कोई हिसाब में है
Utha do parda dikha do chehra ki noore baari hijab mein hain
Jamaana tareek ho raha hai ki mehr kab se niqaab mein hain
Khade hain munkar naqeeb sar par na koi haami na koi yaawar
Bata do aa kar mere payambar ki sakht mushkil jawab mein hai
Khudaaye keh haar hai gazab par khule hain badkaariyon ke daftar
Bacha lo aa kar shafiye maheswar tumhare banda azab mein hai
Kareem apne karam ka sadka laime be qand ko na sharma
Tu aur raza se hisaab lena raza bhi koi hisaab mein hai