कर दे अ़ता मुझको भी ये साअ़त शहरे नबी की गलियों में
जाके पढ़ों मैं नाते रिसालत शहरे नबी की गलियों में
ख़्वारे-मदीना को पलकों पर और ख़ाके मदीना को माथे पर
फिर मैं सजाऊं करके जियारत शहरे नबी की गलियों में
रोज़ा ए अनवर दिखला देगी मुझको यकी़ं है पहुंचा दे गी
मेरी मुह़ब्बत उनकी इ़नायत शहरे नबी की गलियों में
सुबह भी देखे शाम भी देखे काश कभी गुलफा़म भी देखे
नूरी की पर्खा और बारिशे रहमत शहरे नबी की गलियां में
Kar de ata mujhko bhi ye sa at Shehr e Nabi ki galiyon mein
Jaake padhoon main naate risalat Shehr-e-Nabi ki galiyon mein
Khware-Madina ko palkon par aur khaake Madina ko maathe par
Phir main sajaoon karke ziyarat Shehr-e-Nabi ki galiyon mein
Roza-e-Anwar dikhla degi mujhko yakeen hai pohancha degi
Meri muhabbat unki inayat Shehr-e-Nabi ki galiyon mein
Subah bhi dekhe shaam bhi dekhe kash kabhi gulfaam bhi dekhe
Noori ki parikha aur barish-e-rahmat Shehr-e-Nabi ki galiyon mein