हज़ूर आए हैं मेरे हज़ूर आए हैं
ख़ुदा ने किस लिए दोनों जहान सजाए हैं
फ़रिश्ते किस लिए झंडे फलक से लाए हैं
ये कैसे रोते हुए चेहरे मुस्कुराए हैं
जहां भी पूछा तो सब ने ये गीत गाए हैं
हज़ूर आए हैं मेरे हज़ूर आए हैं
ऐ आमिना तेरा आंगन चमकने वाला है
के तेरी गोद से आलम दमकने वाला है
एक एक सितारा तेरे घर चमकने वाला है
तेरे नसीब में वो रहमतों के साए हैं
हज़ूर आए हैं मेरे हज़ूर आए हैं
हवाएं फूल घटा और ये हसीन मौसम
सब आकर चूम रहे हैं मेरे नबी के कदम
इन्हीं के वास्ते चलते हैं शायरों के कलम
चमन चमन में तराने इन्हीं के गाए हैं
हज़ूर आए हैं मेरे हज़ूर आए हैं
जो पेड़ सूखे हुए हैं वो फल उगाएंगे
कभी ये चल के उन्हें सजदा करने आएंगे
जो हैं गुलाम वो आक़ा की सफ में आएंगे
वो अपने साथ ख़ुदा के पैग़ाम लाए हैं
हज़ूर आए हैं मेरे हज़ूर आए हैं
ना कोई ज़ुल्म करेगा गरीबों बेकस पर
ना कोई लूट सकेगा कहीं किसी का घर
ना जिंदा बच्ची को दफनाएगा कोई जाकर
गुलाम गौस वो ऐसा निज़ाम लाए हैं
Hazar Aaye Hain Mere Hazar Aaye Hain
Khuda ne kis liye dono jahan sajaye hain
Farishte kis liye jhande falak se laaye hain
Yeh kaise rote hue chehre muskuraye hain
Jahan bhi poocha to sab ne yeh geet gaaye hain
Hazar Aaye Hain Mere Hazar Aaye Hain
Ae Amina tera aangan chamakne wala hai
Ke teri god se aalam damakne wala hai
Ek ek sitara tere ghar chamakne wala hai
Tere naseeb mein woh rehmaton ke saaye hain
Hazar Aaye Hain Mere Hazar Aaye Hain
Hawaen phool ghata aur yeh haseen mausam
Sab aakar choom rahe hain mere Nabi ke kadam
Inhi ke waaste chalte hain shayaron ke qalam
Chaman chaman mein tarane inhi ke gaaye hain
Hazar Aaye Hain Mere Hazar Aaye Hain
Jo ped sookhe hue hain woh phal ugaayenge
Kabhi yeh chal ke unhein sajda karne aayenge
Jo hain gulam woh aaqa ki saf mein aayenge
Woh apne saath Khuda ke paigam laaye hain
Hazar Aaye Hain Mere Hazar Aaye Hain
Na koi zulm karega gareebon be-kas par
Na koi loot sakega kahin kisi ka ghar
Na zinda bachhi ko dafanayega koi jaakar
Gulam Ghaus woh aisa nizam laaye hain