सामने हो अगर रू ए खैरुल बशर
फिर इबादत का कितना मज़ा आयेगा
दिल मे है आरज़ू वो जो हों रूबरू
फिर तिलावत का कितना मज़ा आयेगा
मुझको ऐसे ही बीमार रहने दो तुम
न दवा चाहियें न शिफा चाहियें
मेरी लेने ख़बर आयें आक़ा अगर
फिर अयादत का कितना मज़ा आयेगा
बोले इब्ने अली करबला में सुनों
सर कटाना भी है घर लुटाना भी है
जब हो सजदा अदा सामने हो खुदा
फिर शहादत का कितना मज़ा आयेगा
बागे ए जन्नत पे रिजवान रेके हमें
ठोकर जाएंगे लेकिन सुनो दोस्तों
जब मोहम्मद कहेंगे कि मेरा है
फिर इजाजत का कितना मजा आएगा
Saamne ho agar ru e Khairul Bashar
Phir ibadat ka kitna maza aayega
Dil mein hai arzu wo jo hon roobaroo
Phir tilawat ka kitna maza aayega
Mujhko aise hi beemar rehne do tum
Na dawa chahiye na shifa chahiye
Meri lene khabar aaye aaqa agar
Phir ayadat ka kitna maza aayega
Bole Ibne Ali Karbala mein suno
Sar katana bhi hai ghar lutana bhi hai
Jab ho sajda ada saamne ho Khuda
Phir shahadat ka kitna maza aayega
Baage-e-Jannat pe Rizwan roke humein
Thokar jayenge lekin suno doston
Jab Mohammad kahenge ki mera hai
Phir ijazat ka kitna maza aayega