कश्तिए ए इश्क मेरी पार है माशाल्लाह
तेरी यादों की जो पत्बार है माशाल्लाह
और क्या मागू में अल्लाह से अपनी खा़तिर
दिल तेरे इश्क में बीमार है माशा अल्लाह
आके देते हैं सलामी जहां जिब्रीले-अमीं
मेरे आका का वो दरबार है माशा अल्लाह
अरज़िया पेशेख़ुदा पेश जहा होती हैं
मेरे सरकार की सरकार है माशा अल्लाह
जा निसारी का हर अन्दाज़ फ़िदा है जिस पर
यारे ग़र आपका वो यार है माशा अल्लाह
गर्दने कुफ्र जरा देर नही टिक सकती
क्या अली आपकी तलवार है माशा अल्लाह
आख से आख मिलाते हुए डरता है यज़ीद
सामने आबिदे बीमार हैं माशा अल्लाह
उनके ख़ालिद को हरा सकता है कैसे कोई
वो तो अल्लाह की तलवार ह माशाल्लाह
उनका गद्दार जहन्नम के हवाले होगा
जन्नती उनके वफादार हैं माशा अल्लाह
अपने अन्जाम की परवाह नही है कोई
उनके पास उनकगुनाहगार है माशा अल्लाह
सारी दुनिया भी मुख़ालिफ हो अगर ग़म क्यै
त जो अजहर का तरफक्षदार है माशा अल्लाह
Kashtiye e ishq meri paar hai MashaAllah
Teri yaadon ki jo patwaar hai MashaAllah
Aur kya maangu main Allah se apni khatir
Dil tere ishq mein beemar hai MashaAllah
Ake dete hain salaami jahan Jibrile-Ameen
Mere aaka ka woh darbaar hai MashaAllah
Arziya peshekhuda peshe jaha hoti hain
Mere Sarkaar ki sarkaar hai MashaAllah
Ja Nisaari ka har andaaz fida hai jis par
Yaare gar aapka woh yaar hai MashaAllah
Gardane kufr zara der nahi tik sakti
Kya Ali aapki talwaar hai MashaAllah
Aakh se aakh milate hue darta hai Yazeed
Saamne aabide beemar hain MashaAllah
Unke Khalid ko hara sakta hai kaise koi
Woh to Allah ki talwaar hai MashaAllah
Unka gaddaar jahannum ke hawaale hoga
Jannati unke wafadaar hain MashaAllah
Apne anjaam ki parwah nahi hai koi
Unke paas unka gunaahgar hai MashaAllah
Saari duniya bhi mukhalif ho agar gham kya
Toh jo Azhar ka tarafkashdaar hai MashaAllah