WhatsApp logo Join Naat Group

Raushan hai ghulamon ka chehra, sarkar ki aamad aamad hai / रौशन है गु़लामों का चेहरा सरकार की आमद आमद है

रौशन है गु़लामों का चेहरा सरकार की आमद आमद है
लव पर है दुरूदों का नग़मा सरकार की आमद आमद है

एक मशरिक़ में एक मग़रिब में एक खा़ना-ए-काबा की छत पर
जिब्रील लगाते हैं झंडा सरकार की आमद आमद है

दरगोर न होने पाएगी अब ज़िंदा किसी की बेटी भी
का़नून है आका़ का ऐसा सरकार की आमद आमद है

बेवाओं के, मज़लूमों के मजबूरों के दिल भी शादा हैं
चौढ़ा है यातीमों का सीना सरकार की आमद आमद है

वो: हम पे करम फरमाएंगे जब मेरी लहद में आएंगे
कह दूंगा नकीरो ठहरो ज़रा सरकार की आमद आमद है

Raushan hai ghulamon ka chehra, sarkar ki aamad aamad hai
Lava par hai duroodon ka naghma, sarkar ki aamad aamad hai

Ek mashriq mein, ek maghrib mein, ek Khana-e-Kaaba ki chhat par
Jibreel lagate hain jhanda, sarkar ki aamad aamad hai

Dargah ka na hone paayegi, ab zinda kisi ki beti bhi
Qanoon hai Aaqa ka aisa, sarkar ki aamad aamad hai

Bewaoon ke, mazloomon ke, mazbooron ke dil bhi shaada hain
Chowda hai yateemon ka seena, sarkar ki aamad aamad hai

Woh: Hum pe karam farmaayenge, jab meri lehd mein aayenge
Keh doonga naqeero, thahro zara, sarkar ki aamad aamad hai