सुनहरी जालियां गुंबद सुहाना याद आता है
मदीना याद आता है मदीना याद आता है
छम छम नूर की बरसात थी सामने खज़रा
रसूले पाक को नाते सुनना याद आता है
हुदहुद मस्जि़दे नब्बी में चलना बैठना उठाना
कबूतर को वहां दाना खिलाना याद आता है
वो छतरी ऐसे खुलती है के जैसे पर फरिश्तों के
फिर उसके साए में इफ्ता़र करना याद आता है
बाकी ए ये पाक का मंजर वो हले बात की खबरें
वहां से गुंबदे खजरा को ताकना याद आता है
बाकी ए ये पाक से जब गुंबदे खज़रा नज़र आता है
कल में आला हजरत गुनगुना याद आता है
मजरे ए फातिमा पर कर्बला वालों की याद आई
मदीने वाले आका का घराना याद आता है
पहाड़ों से ये कहना कि बताओ आपका कैसे थी
लिपट कर गार से आंसू बहाना याद आता है
अमीरा ने जब जहां जब ईद के दिन इत्र माल्ते हैं
गरीबों को मोहम्मद का पसीना याद आता है
वो जिस खुशबू से आका को साहबा ढूंढ लेते थे
वो खुशबूदार आका का पसीना याद आता है
मैं अहमद था नहीं लायक के जाता शहरे तैबा मे
मगर सरकार का फिर भी बुलाना याद आता है
Sunahri jaliyan gumbad suhana yaad aata hai
Madina yaad aata hai, Madina yaad aata hai
Chham chham noor ki barsaat thi saamne Khazra
Rasool-e-Pak ko naate sunna yaad aata hai
Hudhud masjide Nabbi mein chalna baithna uthana
Kabootar ko wahan daana khilana yaad aata hai
Woh chatri aise khulti hai ke jaise par farishte ke
Phir uske saaye mein iftar karna yaad aata hai
Baaki ae yeh paak ka manzar woh hale baat ki khabrein
Wahan se gumbade Khazra ko taakhna yaad aata hai
Baaki ae yeh paak se jab gumbade Khazra nazar aata hai
Kal mein Aala Hazrat gunguna yaad aata hai
Majre-e-Fatima par Karbala walon ki yaad aayi
Madine wale Aaka ka gharana yaad aata hai
Pahaadon se yeh kehna ki batao aapka kaise thi
Lipat kar gaar se aansu bahaana yaad aata hai
Ameera ne jab jahan jab Eid ke din itra maalte hain
Gareebon ko Mohammad ka paseena yaad aata hai
Woh jis khushboo se Aaka ko sahaba dhoond lete the
Woh khushboo daar Aaka ka paseena yaad aata hai
Main Ahmed tha nahin layak ke jaata shahe Taybe mein
Magar Sarkar ka phir bhi bulaana yaad aata hai