WhatsApp logo Join Naat Group

Ammi Khadija ki main karun kaise madah khwani / अम्मी खदीजा कि मैं करूं कैसे मदह ख्वानी

अम्मी खदीजा कि मैं करूं कैसे मदह ख्वानी
जौजा है मुस्तफा़ की हसनैन की है नानी

मेरे नबी के घर का सिंगार बन गई है
गमखार के लिए भी गमखार बन गई है
दुख बाटती है उसका जो दिन का है बानी

जौ़जा है मुस्तफा़ की हसनैन की है नानी

क्या खूब जिंदगी है सरताज खुद नबी है
मेरे नबी के घर में जो बजहे रैशनी है
देखी है जिसने रब का महबूब की जवानी

जौजा है मुस्तफा़ की हसनैन की है नानी

जैनब रुकय्या उम्मे कुलसुम की भी मां है
जहरा से लेके हर एक मजलूम की भी मां है
है जग मे जो भी सय्यद उस मां की निशानी

जौजा है मुस्तफा़ की हसनैन की है नानी

मेरे तो दिल में बस एक हसरत यही ज़रा है
ऐ फातिमा की आम्मी तुझे से ये इल्तिजा है
मेरी मां पे रौजे महशर कर देना महरबानी

Ammi Khadija ki main karun kaise madah khwani
Jauza hai Mustafa ki Hassanain ki hai naani

Mere Nabi ke ghar ka singaar ban gayi hai
Gamhkaar ke liye bhi gamkhaar ban gayi hai
Dukh baat ti hai uska jo din ka hai baani

Jauza hai Mustafa ki Hassanain ki hai naani

Kya khoob zindagi hai Sartaaj khud Nabi hai
Mere Nabi ke ghar mein jo bujhe raishani hai
Dekhi hai jisne Rab ka mahboob ki jawani

Jauza hai Mustafa ki Hassanain ki hai naani

Zainab Rukayya Umme Kulsoom ki bhi maa hai
Zahra se leke har ek mazloom ki bhi maa hai
Hai jhag mein jo bhi Sayyad us maa ki nishani

Jauza hai Mustafa ki Hassanain ki hai naani

Mere to dil mein bas ek hasrat yehi zara hai
Ai Fatima ki ammi tujhe se ye iltija hai
Meri maa pe rauze Mahshar kar dena meherbani