ताजदारी के लिए नाहीं हुकूमत लिए
कर्बला आया हूं काबे की हिफाजत के लिए
मेरे खाने के लिए खुलदे से खाने आए
और जिब्रील मेरे वास्ते जोड़ ले आए
गोद में मुझको खिलाते थे मदीने वाले
और फरिश्ते भी मुझे झूला झूलाने आए
मेरे खाने के लिए खुलद खाने से आए
आया करते हैं मलंग मेरी जियारत के लिए
कर्बला आया हूं काबे की हिफाजत के लिए
मेरे नाना को ही महबूब खुदा कहते हैं
वालिदा को मेरी खातों ने जिना कहते हैं
मुझको डर लगता नही तीर सी तलवारों से
मेरे बाबा को अली शेरे खुदा कहते हैं
मैंने रखा है ये सर तन पे शहादत के लिए
कर्बला आया हूं काबे की हिफाजत के लिए
मैं हुसैन इब्ने अली हूँ मुझे पहचान लो तुम
जंग मुझे ना लड़ो बात मेरी मान लो तुम
दिन में जिसके हू तुम उसका नवासा हूं में
इब्ने जेहरा हूं मैं ए जालिमों पहचान लो तुम
बदलो ईमान को ना थोड़ी सी दौलत के लिए
कर्बला आया हूं काबे की हिफाजत के लिए
बा खुशी ऊनेमो मोहम्मद को लूट डालूंगा
और में कसीमो अकबर भी लूट डालूंगा
भाई अब्बास के बाजू भी काटा डालूंगा
वक्त आएगा तो असगर भी लुटा डालूंगा
सब लूट डालूंगा नाना तेरी उम्मत के लिए
कर्बला आया हूं काबे की हिफाजत के लिए
जाके अबासे ने दरिया पै कह हसनी
मुझे टकराने की हरगिज़ न करो ना दानी
शेरे ए हैदर हूं अगर चाहूं तु इस दरिया का
भर के ले जाऊंगा माशगी जे़ मे सारा पानी
पर मैं आया हूं फकात जमेए शहादत के लिए
कर्बला आया हूं काबे की हिफाजत के लिए
Tajdaari ke liye naheen hukoomat liye
Karbala aaya hoon Kaabe ki hifaazat ke liye
Mere khane ke liye Khuld se khane aaye
Aur Jibra’il mere waste jod le aaye
God mein mujhko khilate the Madine waale
Aur farishte bhi mujhe jhoola jhulaane aaye
Mere khane ke liye Khuld se khane aaye
Aaya karte hain Malang meri ziarat ke liye
Karbala aaya hoon Kaabe ki hifaazat ke liye
Mere nana ko hi Mahboob Khuda kehte hain
Walida ko meri khaaton ne Zina kehte hain
Mujhko dar lagta nahi teer si talwaron se
Mere baba ko Ali Sher-e-Khuda kehte hain
Maine rakha hai ye sar tan pe shahadat ke liye
Karbala aaya hoon Kaabe ki hifaazat ke liye
Main Husain Ibn-e-Ali hoon, mujhe pehchaan lo tum
Jang mujhe na ladho, baat meri maan lo tum
Din mein jiske ho tum, uska nawasa hoon main
Ibn-e-Zahra hoon main, ae jaalimon pehchaan lo tum
Badlo imaan ko na thodi si daulat ke liye
Karbala aaya hoon Kaabe ki hifaazat ke liye
Ba khushi unamo Muhammad ko loot daalunga
Aur main Qasim-o-Akbar bhi loot daalunga
Bhai Abbas ke baazu bhi kaata daalunga
Waqt aayega to Asghar bhi luta daalunga
Sab loot daalunga, nana teri ummat ke liye
Karbala aaya hoon Kaabe ki hifaazat ke liye
Jaake Abbas ne dariya pe keh hasi
Mujhe takraane ki hargiz na karo na daani
Sher-e-Haider hoon agar chahun tu is dariya ka
Bhar ke le jaunga mashqi je mein saara paani
Par main aaya hoon faqat jami-e-shahadat ke liye
Karbala aaya hoon Kaabe ki hifaazat ke liye