WhatsApp logo Join Naat Group

कर्म फरमाएंगे आका मगरआहिस्ता आहिस्ता / Karm farmaenge aaka magar aahista aahista

कर्म फरमाएंगे आका मगरआहिस्ता आहिस्ता
इसी उम्मीद पर जीने की हसरात दिल में बाकि है
कभी होगा मदीने का सफर आहिस्ता आहिस्ता

सभी गुंबद बने जिस गुंबदे खजरा के सदके में
उसे देखो मगर उठे नज़र आहिस्ता आहिस्ता

दयारे मुस्तफा मै ए मेरे दिल में गौर से सुन ले
धड़कने की इजाज़त है मगर आहिस्ता आहिस्ता

कसम अल्लाह की नक्शा बदल जाएगा महेश्वर का
रखेंगे कदम जब खैरुल बशर आहिस्ता आहिस्ता

मेरे आका है झूले में और उनकी नूर की उंगली
जिधर जाती उधर जाता कमर आहिस्ता आहिस्ता

हमारी कब्र में आका की जब जलवा गरी होगी
बनेगी कब्र फिर जन्नत का घर आहिस्ता आहिस्ता

हुए जब दहर मैं जलवा नूमा कौन के दूल्हा
झुकाता तम में मौला का घर आहिस्ता आहिस्ता

सलामे इश्क का खाकी का भी कह दे नासबा जाकर
पेहुंचना जब कभी तैबा नगर आहिस्ता आहिस्ता

Karm farmaenge aaka magar aahista aahista
Isi umeed par jeene ki hasrat dil mein baaki hai
Kabhi hoga Madine ka safar aahista aahista

Sabhi gumbad bane jis gumbade Khajra ke sadke mein
Usse dekho magar uthe nazar aahista aahista

Diyare Mustafa mai ae mere dil mein gaur se sun le
Dhadkane ki ijazat hai magar aahista aahista

Kasam Allah ki naksha badal jayega Maheshwar ka
Rakhengi kadam jab Khairul Bashar aahista aahista

Mere aaka hai jhule mein aur unki noor ki ungli
Jidhar jaati udhar jaata kamar aahista aahista

Hamari qabr mein aaka ki jab jalwa gari hogi
Bane gi qabr phir Jannat ka ghar aahista aahista

Hue jab dehr mein jalwa numa kaun ke dulha
Jhukata tam mein Moula ka ghar aahista aahista

Salaame ishq ka khaaki ka bhi keh de nasba jaakar
Pehunchna jab kabhi Taiba nagar aahista aahista