WhatsApp logo Join Naat Group

Baadshah Husain (Lahu Se Apne Charagh e Wafa Jala Ke Chale) / बादशाह हुसैन (लहू से अपने चराग़ ए वफ़ा जला के चले)

रस्म ए उश्शाक़ यही है के वफ़ा करते हैं
यानी हर हाल में हक़ का तक़ाज़ा करते हैं
हौसला हज़रत ए शब्बीर का अल्लाह अल्लाह
सर जुदा होता है और शुक्र ए ख़ुदा करते हैं

बादशाह हुसैन बादशाह हुसैन
बादशाह हुसैन मेरा बादशाह हुसैन

लहू से अपने चराग़ ए वफ़ा जला के चले
हुसैन सर को झुका कर नहीं उठा के चले

बादशाह हुसैन बादशाह हुसैन
बादशाह हुसैन मेरा बादशाह हुसैन

सिपाह ए शाम के रंग उड़ गए सर ए मैदां
जो जल्द वार वहां तेग़ ए ला फ़ता के चले

हुसैन सर को झुका कर नहीं उठा के चले

बादशाह हुसैन बादशाह हुसैन
बादशाह हुसैन मेरा बादशाह हुसैन

ज़माने भर की वफ़ाओं को रश्क आने लगा
जहाँ भी तज़्किरे अब्बास बा वफ़ा के चले

हुसैन सर को झुका कर नहीं उठा के चले

बादशाह हुसैन बादशाह हुसैन
बादशाह हुसैन मेरा बादशाह हुसैन

Rasm-e-Ushshaq yahi hai ke wafa karte hain
Yani har haal mein Haq ka taqaza karte hain
Hausla Hazrat-e-Shabbir ka Allah Allah
Sar juda hota hai aur shukr-e-Khuda karte hain

Badshah Hussain, Badshah Hussain
Badshah Hussain, mera Badshah Hussain

Lahu Se Apne Charagh e Wafa Jala Ke Chale
Hussain sar ko jhuka kar nahi utha ke chale

Badshah Hussain, Badshah Hussain
Badshah Hussain, mera Badshah Hussain

Sipah-e-Shaam ke rang ud gaye sar-e-maidan
Jo jald waar wahan tegh-e-La Fata ke chale

Hussain sar ko jhuka kar nahi utha ke chale

Badshah Hussain, Badshah Hussain
Badshah Hussain, mera Badshah Hussain

Zamane bhar ki wafaon ko rashk aane laga
Jahan bhi tazkire Abbas ba-wafa ke chale

Hussain sar ko jhuka kar nahi utha ke chale

Badshah Hussain, Badshah Hussain
Badshah Hussain, mera Badshah Hussain