नूर में नहाते हैं मुस्तफा़ के घर वाले
खूब जग मगाते हैं मुस्तफा़ के घर वाले
दिन की हिफाज़त की बात जब भी आती है
गर्दने काटते हैं मुस्तफा़ के घर वाले
खूब जग मगाता है मुस्तफा़ के घर वाले
कुफ्र थर थराता है दिन मुस्कुराता है
जब अलम उठते है मुस्तफा़ के घर वाले
खूब जग मगाते हैं मुस्तफा़ के घर वाले
कह दो ये यजीदो से अब कहां छुपेंगे वो
कर्बला में आते हैं मुस्तफा के घर वाले
खूब जगमगाता है मुस्तफा के घर वाले
खास सा उन्ही का चढ़ के नेजे के ऊपर
कुआं को सुनाते है मुस्तफा के घर वाले
खूब जगमगाते हैं मुस्तफा के घर वाले
है नहीं ज़माने में जिन का कोई भी उनको
सीने से लगते हैं मुस्तफा के घर वाले
खूब जग मगाते हैं मुस्तफा़ के घर वाले
कौन कर सकेगा यू मदह अहले बैत अख्तर
जिस से खुद कराते है मुस्तफा के घर वाले
Noor mein nahaate hain Mustafa ke ghar waale
Khoob jag magaate hain Mustafa ke ghar waale
Din ki hifaazat ki baat jab bhi aati hai
Gardane kaat te hain Mustafa ke ghar waale
Khoob jag magaata hai Mustafa ke ghar waale
Kufr thar tharata hai din muskurata hai
Jab Alam uthte hain Mustafa ke ghar waale
Khoob jag magaate hain Mustafa ke ghar waale
Kah do ye Yazeedo se ab kahan chhupenge wo
Karbala mein aate hain Mustafa ke ghar waale
Khoob jagmagaata hai Mustafa ke ghar waale
Khaas sa unhi ka chadh ke neze ke upar
Kuan ko sunaate hain Mustafa ke ghar waale
Khoob jagmagaate hain Mustafa ke ghar waale
Hai nahi zamaane mein jin ka koi bhi unko
Seene se lagte hain Mustafa ke ghar waale
Khoob jag magaate hain Mustafa ke ghar waale
Kaun kar sakega yu madhah Ahle Bait Akhtar
Jis se khud karate hain Mustafa ke ghar waale