जमी मैली नहीं होती जमाने मिला नहीं होता
मोहम्मद के गुलामों का कफन मैला नहीं होता
मोहब्बत कमली वाले से वो जज़्बा है सुनो लोगों
य जिस मन में समा जाए वो मन मैला नहीं होता
मोहम्मद के गुलामों का कफन मैला नहीं होता
नबी के पक लंगर पर जो पालते हैं कभी उनकी
ज़बां मैली नहीं होती सुखन मैला नहीं होता
मोहम्मद के गुलामों का कफन मैला नहीं होता
मेरे आका की उल्फत तो बदन को जगमगाती है
कभी आले मोहम्मद का बदन मैला नहीं होता
मोहम्मद के गुलामों का कफन मैला नहीं होता
गुणों को चूम लेते हैं सबर नव सब कतरे
नबी की नात सुन ले तो चमन मैला नहीं होता
मोहम्मद के गुलामों का कफन मैला नहीं होता
जो नाम ए मुस्तफा चूमें नहीं दुखती कभी आंखें
पहन ले प्यार जा उन का बदन मिला नहीं होता
मैं नाज़ा तो कहीं फ़न पर मगर नासिर ये दा वा है
सना ए मुस्तफा करने से फ़न मैला नहीं
Zameen mailee nahi hoti, zamaana mila nahi hota
Mohammad ke ghulaamon ka kafan mailla nahi hota
Mohabbat kamli wale se, wo jazba hai suno logon
Jo jis mann mein sama jaye, wo mann mailla nahi hota
Mohammad ke ghulaamon ka kafan mailla nahi hota
Nabi ke pak langar par jo paalte hain kabhi unki
Zabaan mailee nahi hoti, sukhan mailla nahi hota
Mohammad ke ghulaamon ka kafan mailla nahi hota
Mere aaqa ki ulfat to badan ko jagmagaati hai
Kabhi aalay Mohammad ka badan mailla nahi hota
Mohammad ke ghulaamon ka kafan mailla nahi hota
Gunon ko choom lete hain sabr naw sab katre
Nabi ki naat sun le to chaman mailla nahi hota
Mohammad ke ghulaamon ka kafan mailla nahi hota
Jo naam-e-Mustafa choomen nahi, dukhti kabhi aankhein
Pehan le pyaar ja unka badan mila nahi hota
Main naaz karke kahin fan par magar Nasir ye daawa hai
Sana-e-Mustafa karne se fan mailla nahi hota