मेरे सरकार आए हैं मेरे सरकार आए हैं
जो बनके दो जहां के मालिके मेरे सरकार आए हैं
या कौन आया जिसके आने से घर-घर उजाले हैं
या कौन आया जिसके दो जहां मैं बोलबाला है
सदा ए आई जनावे सैयद अबरार आए हैं मेरे सरकार आए हैं
या वो आया है जो बातिल के पंजा मोड़ डालेगा
जो खुद काव्य में रखेगा है वो सारे तोड़ डालेगा
जहां वालों सादा केदत के आलम वरदार आएहे मेरे सरकार आए हैं
अबु बक्र उमर उस्मा को जो सरदार कर देंगे
वही हजरत अली का हैदर कार कर देंगे
बढ़ने दो बिलाल हब्श का मीयार आए है मेरे सरकार आए
वो बेटी को जमाने के लिए रहमत बना देंगे
वो प्यारी मां के कदमों के तले जन्नत सजा देंगे
यतीमे और विब्बाउ के पालन हार आए हैं मेरे सरकार आए हैं
सुनो उठो ए दीवानो चलो गलियां सजाते हैं
उठो अब अहमद सरकार की धूम मचा ते हैं
वो हर एक सदा के मिनीसु खार आए हैं मेरे सरकार आए हैं
कहां सरकार की नाते कहां मुझे या नकारा
उनका है करम मुझ पर उनका फैज है सारा
सबाहत की जा़बा पर आज जो आशा रहे आए हैं मेरे सरकारआए हैं
Mere Sarkar aaye hain, mere Sarkar aaye hain
Jo banke do jahan ke maalik hai, mere Sarkar aaye hain
Yaa kaun aaya jiske aane se ghar-ghar ujaale hain
Yaa kaun aaya jiske do jahan mein bolbala hai
Sada ai janave Sayyid Abrar aaye hain, mere Sarkar aaye hain
Yaa wo aaya hai jo baatil ke panja mod dalega
Jo khud qavvay mein rakhega hai wo saare tod dalega
Jahan walon sada keidat ke aalam vardar aaye hain, mere Sarkar aaye hain
Abu Bakr Umar Usman ko jo sardaar kar denge
Wahi Hazrat Ali ka Haider kar denge
Badhne do Bilal Habsh ka miyaar aaye hain, mere Sarkar aaye hain
Wo beti ko zamaane ke liye rehmat bana denge
Wo pyaari maa ke qadmon ke tale jannat saza denge
Yateem aur bibao ke paalan haar aaye hain, mere Sarkar aaye hain
Suno uthoo ae diwaano, chalo galiyan sajaate hain
Uthoo ab Ahmed Sarkar ki dhoom machate hain
Wo har ek sada ke minissu khaar aaye hain, mere Sarkar aaye hain
Kahan Sarkar ki naate kahan mujhe ya nakara
Unka hai karam mujh par, unka faiz hai saara
Sabaahat ki jaaba par aaj jo aasha rahe aaye hain, mere Sarkar aaye hain