दीने नबी को ऐसे संवारा हुसैन नें
सर दे के घर खु़दा का बचाया हुसैन नें
मुर्दा न हो सकेगा कभी दीने मुस्त़फा़
आबे ह़यात इसको पिलाया हुसैन नें
सजदे में सर गया तो उठा ना हुसैन का
अब तक ज़मीं पर बोझ है क़र्जा़ हुसैन का
आका़ की प्यास देख के पानी नहीं पिया
दुनिया में बे मिसाल है घोड़ा हुसैन का
खूं से ग्लाफ़े काबा सजाया हुसैन नें
बचपन का वादा खूब निभाया हुसैन नें
ऐसी नमाज़ कौन पढ़ेगा ऐं दोस्तों
सज्दा किया तो सर न उठाया हुसैन नें
Dene Nabi ko aise sanwara Hussain ne
Sar de ke ghar Khuda ka bachaya Hussain ne
Marda na ho sakega kabhi deen-e-Mustafa
Aabe hayaat isko pilaya Hussain ne
Sajde mein sar gaya to utha na Hussain ka
Ab tak zameen par bojh hai karza Hussain ka
Aka ki pyaas dekh ke paani nahi piya
Duniya mein be misaal hai ghoda Hussain ka
Khoon se gilafe Kaaba sajaya Hussain ne
Bachpan ka wada khoob nibhaya Hussain ne
Aisi namaz kaun padega ain doston
Sajda kiya to sar na uthaya Hussain ne