एक गुनाहगार को इज़्ज़त का शरफ़ मिलता है
जब मदीने की ज़ियारत का शरफ़ मिलता है
मस्जिदे अक़्सा में मे राज की शब आका़ को
सारे नबियों की इमामत का शरफ़ मिलता है
खुश नसीबों में शुमार उसका किया जाएगा
जिसको मां बाप की ख़िदमत का शरफ़ मिलता है
सारी दुनिया में हुसैन ऐसे हैं का़री जिनको
सर कटा कर भी तिलावत का शरफ़ मिलता है
कितने अच्छे हैं मदीने के कबूतर जिनको
रोज़ ही तै़बा में दावत का शरफ़ मिलता है
नाज़ुकी मिलती है फू़लों को तेरे होठों से
अंबरी ज़ुल्फ से निकहत का शरफ़ मिलता है
Ek gunaahgaar ko izzat ka sharaf milta hai
Jab Madine ki ziyarat ka sharaf milta hai
Masjide Aqsa mein mei Raat ki Shab Akaa ko
Saare nabiyon ki imaamat ka sharaf milta hai
Khush naseebon mein shumaar uska kiya jaayega
Jisko maa baap ki khidmat ka sharaf milta hai
Saari duniya mein Hussain aise hain kaari jinko
Sar katta kar bhi tilawat ka sharaf milta hai
Kitne achhe hain Madine ke kabootar jinko
Roz hi Taiba mein daawat ka sharaf milta hai
Naazuki milti hai phoolon ko tere hothon se
Ambari zulfon se nikhat ka sharaf milta hai